Pal Main Mila Jahan Lyrics

Pal Main Mila Jahan Lyrics Lyrics

“Pal Main Mila Jahan” Song Details:

Movie: Aashayein (2010)
Singer(s): Shreya Ghoshal
Lyricist(s): Mir Ali Husain
Composer(s): Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Music Director(s): Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Genre(s): Sad
Director(s): Nagesh Kukunoor
Music Label: © T-Series
Starring: John Abraham, Sonal Sehgal, Prateeksha Lonkar, Girish Karnad, Farida Jalal, Ashwin Chitale,Anaitha Nair
Release on: 27th August, 2010

Pal mein mila jahaan
Hai dhuwaan pal mein
Pal mein yaqeen tha
Ab gumaan pal mein
Pal mein ummeed thi
Armaan pal mein
Pal mein bahaar thi
Ab khizaan pal mein

Pal mein mila jahaan
Hai dhuwaan pal mein
Pal mein yaqeen tha
Ab gumaan pal mein

Ham se kiyunkar kismat roothi
Haathon se yeh jannat chooti
Jin ko sajne umr lagi thi
Woh hi sapne toote sab

Pal mein ummeed
Thi armaan pal mein
Pal mein bahaar thi
Ab khizaan pal mein
Pal mein mila jahaan
Hai dhuwaan pal mein
Pal mein yaqeen tha
Ab gumaan pal mein

Chora sab kuch jo kuch paaya
Yaadain teri bas le aaya
Tujh mein har pal khona chaaha
Kese khoya tujh ko hi


Pal mein ummeed thi
Armaan pal mein
Pal mein bahaar thi
Ab khizaan pal mein
Pal mein mila jahaan
Hai dhuwaan pal mein
Pal mein yaqeen tha
Ab gumaan pal mein.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top