Pariyon Ki Nagari Se Lyrics

Pariyon Ki Nagari Se Lyrics Lyrics

“Pariyon Ki Nagari Se” Song Details:

Movie: Shehzada (1972)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): R. D. Burman, Rajendra Krishan
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): K. Shankar
Music Label: © Saregama
Starring: Rajesh Khanna, Rakhee Gulzar, Veena, Karan Dewan, Pandharibai, Sunder, Mohan Choti, Madan Puri, P. Jairaj

Pariyo ki nagri se
Aaya chunumunu pyara
Sundar mukhda chand ka
Tukda sabka raz dulara
Pariyo ki nagri se
Aaya chunumunu pyara
Sundar mukhda chand ka
Tukda sabka raz dulara

Phulo ki palni me jhule
Chhota sa shehajada
Phulo ki palni me jhule
Chhota sa shehajada
O bholi bhali surta se
Mat samjho sidha sadha
Thodi thodi aankhe khole
Abhi se kare ishara pariyo ki
Pariyo ki nagri se
Aaya chunumunu pyara
Sundar mukhda chand ka
Tukda sabka raz dulara

Bachpan itna natkhat hai
To kaisi hogi jawani
Bachpan itna natkhat hai
To kaisi hogi jawani
Haye dekhegi jo ek nazar
Ho jayegi diwani
Jane kis kis ka dil tode
Pyar ka ye banjara pariyo ki
Pariyo ki nagri se
Aaya chunumunu pyara
Sundar mukhda chand ka
Tukda sabka raz dulara

Motar to kya udan khtola
Dadi ma le degi
Motar to kya udan khtola
Dadi ma le degi
Ho mal khajana mahal madiya
Sab isko de degi
Sare jag ka chanda
Dadi ki ankhiyan ka tara pariyo ki
Pariyo ki nagri se
Aaya chunumunu pyara
Sundar mukhda chand ka
Tukda sabka raz dulara.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top