Pass Ho Ke Bhi Lyrics

Pass Ho Ke Bhi Lyrics Lyrics

“Pass Ho Ke Bhi” Song Details:

TV Show: Hum Dono Hain Alag Alag (2009)
Genre(s): Philosophical
Director(s): Dharmesh Shah
Starring: Yash Pandit, Dimple Jhangiani, Manish Raisinghania, Harsha Khandeparkar
Release on: 13th July, 2009

Haan..
Paas ho ke bhi hai kaisi ye dooriyan
Rishton mein kaisi haye kaisi majbooriya
Yoon to maine payeya tujhko fir bhi payeya nahin
Mujhko ik baar apna ke dekh main paraya nahin
Aise to jeena hai ye jeena jaise ik saza

Ik hamsafar ke hamne sapne sanjoe the
Dil ki tasveeron mein kuch gam piroye the
Sapne toote, toothe bikhre haye ye kya hua
Kya maine maanga mere rabba toone kya diya
Aise to jeena hai ye jeena jaise ik saza

Wo meri chaahat meri khwahish mera jahaan
Uske bina main tanha hoon wo hai kahan
Uske ilaava dil ko koi aur bhaaye na
Chaaha nahin hai jisko dil ye apnaye na
Aise to jeena hai ye jeena jaise ik saza
Hooo…

Sajde kiye the tab ye sapna kahin sach hua
Ab tak jo payeya jo hai mera,tera hua
Ik bas teri ek nazar ko kab tak yoon tarsen ge
Chaahat ke baadal kab ye baadal humpe barsen ge
Aise to jeena hai ye jeena jaise ik saza.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top