Pathar Bana Diya Lyrics

Pathar Bana Diya Lyrics Lyrics

“Pathar Bana Diya” Song Details:

Album/Label: Life Story (2007)
Singer(s): Anup Jalota
Composer(s): Anup Jalota
Music Director(s): Anup Jalota
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Anup Jalota
Release on: 14th January, 2007

Pathar bana diya mujhe rone nahi diya
Pathar bana diya mujhe rone nahi diya
Daaman bhi tere ghum mein
Daaman bhi tere ghum mein
Bhigone nahi diya
Pathar bana diya mujhe
Rone nahi diya

Tanhaai tumara patta puchhati rahi
Tanhaai tumara patta puchhati rahi
Tanhaai tumara patta puchhati rahi
Sabbhar tumhari yaad ne
Sone nahi diya
Sabbhar tumhari yaad ne
Sone nahi diya
Daaman bhi tere ghum mein
Daaman bhi tere ghum mein
Bhigone nahi diya
Pathar bana diya mujhe
Rone nahi diya

Aankhon mein aake baith gai ashqo ki leher
Aankhon mein aake baith gai ashqo ki leher
Aankhon mein aake baith gai ashqo ki leher
Palko pe koi khaab pirone nahi diya
Palko pe koi khaab pirone nahi diya
Daaman bhi tere ghum mein
Daaman bhi tere ghum mein
Bhigone nahi diya
Pathar bana diya mujhe
Rone nahi diya

Dil ko tumhare naam ke aansu aziz the
Dil ko tumhare naam ke aansu aziz the
Dil ko tumhare naam ke aansu aziz the
Duniya ka koi dard samo ne nahi diya
Duniya ka koi dard samo ne nahi diya
Daaman bhi tere ghum mein
Daaman bhi tere ghum mein
Bhigone nahi diya
Pathar bana diya mujhe
Rone nahi diya

Naasir yun uski yaad chali hath thaamke
Naasir yun uski yaad chali hath thaamke
Naasir yun uski yaad chali hath thaamke
Mele mein is jahan ke rone nahi diya
Mele mein is jahan ke rone nahi diya
Daaman bhi tere ghum mein
Daaman bhi tere ghum mein
Bhigone nahi diya
Pathar bana diya mujhe
Rone nahi diya
Pathar bana diya mujhe
Rone nahi diya.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top