“Patta Patta Boota Boota” Song Details:
| Album/Label: | Rare Gems (1992) |
| Singer(s): | Jagjit Singh |
| Lyricist(s): | Muhammad Taqi (Mir Taqi Mir) |
| Composer(s): | Jagjit Singh |
| Music Director(s): | Jagjit Singh |
| Genre(s): | Ghazal |
| Music Label: | © EMI Music |
Patha-patha boota-boota
Haal hamaara jaane hain
Jaane na jaane gul hi na
Jaane baag to saara jaane hain
Patha-patha boota-boota
Chaara gareebi maariye dil ki
Rasm-e-shehar-e-husn naheen
Chaara gareebi maariye dil ki
Rasm-e-shehar-e-husn naheen
Warna dilbar ae naadaan bhi
Is dard ka chaara jaane hain
Patha-patha boota-boota
Mehar-o-wafa-o-lutf-o-inaayat
Ek se waakif inmein nahin
Mehar-o-wafa-o-lutf-o-inaayat
Ek se waakif inmein nahin
Aur to sab kuch tanz-o-kinaaye
Ranjo ishaara jaane hai
Patha-patha boota-boota.


