Payaam-E-Ishqara Lyrics

Payaam-E-Ishqara Lyrics Lyrics

“Payaam-E-Ishqara” Song Details:

Movie: Shokhiyan (1951)
Singer(s): Rajkumari Dubey
Lyricist(s): Himmat Rai Sharma
Composer(s): Jamal Sen
Music Director(s): Jamal Sen
Genre(s): Mujra
Director(s): Kidar Sharma
Music Label: © Saregama
Starring: Premnath, Supriya, Jeevan, Kamlesh, Nazira, Shanta Kanwar, Achla Sachdev, Ramesh Sinha

Aa payaam-e-ishqara haan
Man aj nigaah-e-naaz mein khaanam
Zabaan-e-yaar-e-man hindi daman
Hindi naa main gaanam

Bedaar huyi kaliyaan
Aur husn huaa raksaan
Sholaa-e-shamaa larazaan
Afasaane kaa unvaan unvaan
Bedaar huyi kaliyaan
Aur husn huaa raksaan
Sholaa-e-shamaa larazaan
Afasaane kaa unvaan unvaan

Zaraa patnage ki aahat huyi
To bhaanp gayi
Shamaa ki lau shamaa ki lau se
Jo uriyaan sitaan ko kaanp gayi

Zali to aisi jali naam kar gayi roshan
Zali to aisi jali naam kar gayi roshan
Bujhi to duniyaa ke aanchal se
Tan ko dhaanp gayi
Shamaa ki lau shamaa ki lau se
Jo uriyaan sitaan ko kaanp gayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top