Payal Meri Jadu Jagati Hai Lyrics

Payal Meri Jadu Jagati Hai Lyrics Lyrics

“Payal Meri Jadu Jagati Hai” Song Details:

Movie: Rajkumar (1996)
Singer(s): Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s): Romantic
Director(s): Pankaj Parashar
Music Label: © Venus Records
Starring: Naseeruddin Shah, Anil Kapoor, Madhuri Dixit, Reena Roy
Release on: 22nd March, 1996

Payal Meri Jadu Jagati Hai
Tumko Bulati Hai
Oye Oye Oye Main Kya Karu
Pagal Sama Pagal Banata Hai
Tumko Bulata Hai
Oho Ho Main Kya Karoon

Payal Meri Jadu Jagati Hai
Tumko Bulati Hai
Oye Oye Oye Main Kya Karu
Pagal Sama Pagal Banata Hai
Tumko Bulata Hai
Ho Ho Main Kya Karoon

Ang Ang Me Haye Kya Dard Sa Jaga
Ang Ang Me Haye Kya Dard Sa Jaga
Bichu Prem Ka Mujhe Das Ke Bhaga
Mujhe Das Ke Bhaga
Aaja Sajan Aa Kisne Roka Hai
Fursat Hai Mauka Hai
Baho Mein Mar Jane De
Pagal Na Ban Jadu Hai Dhokha Hai
Masti Ka Jhoka Hai
Isko Gujar Jane De

Kya Ho Gaya Hai Tujhko
Kar Hosh Jara Sa
Kya Ho Gaya Hai Tujhko
Kar Hosh Jara Sa
Hone Laga Hu Mai Bhi
Madhosh Jara Sa
Madhosh Jara Sa
Samjha Nahi Kaisa Anadi Hai
Koi Shikari Hai
Tu Mere Kis Kaam Ka
Samjha to Hu Par Main Deewana Hu
Tera Parwana Hu
Aashik Nahi Naam Ka
Payal Meri Jadu Jagati Hai
Tumko Bulati Hai
Oye Oye Oye Main Kya Karu
Pagal Sama Pagal Banata Hai
Tumko Bulata Hai
Ho Main Kya Karoon.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top