Pehla Pyaar Lyrics

Pehla Pyaar Lyrics Lyrics

“Pehla Pyaar” Song Details:

Album/Label: Pehla Pyaar (2017)
Singer(s): Shilpa Joshi
Lyricist(s): Vandana Khandewal, Rahul Jain
Composer(s): Soham Naik
Music Director(s): Soham Naik
Genre(s): Folk
Starring: Shilpa Joshi
Release on: 30th June, 2017

Badal bijli or ye fizza tujse kehte na kuch raha
Badal bijli or ye fizza tujse kehte na kuch raha
Aankh mila paas to aa tujse hi hogi meri subeh
Pehla pyaar hai dil ka ye ijhar hai
Marna jeena tere bin o jaana
Pehla pyaar hai dil ka ye ijhar hai
Marna jeena tere bin o jaana….

Teri aakhon ne abhi to meri neenden hai churai
Iss baat ki raat bhi ye deti gawahi
Teri aakhon ne abhi to meri neenden hai churai
Iss baat ki raat bhi ye deti gawahi
Hai jagta ye chand bhi tere mere liye
Aankh mila paas to aa tujse hi hogi meri subeh
Pehla pyaar hai dil ka ye ijhar hai
Marna jeena tere bin o jaana
Pehla pyaar hai dil ka ye ijhar hai
Marna jeena tere bin o jaana….

Lehre bhi ho jaise mujse hai ye kehne aai
Palko pe ho jaise khaab lene lage angdai

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top