“Pehle Khun Kharaba” Song Details:
| Movie: | Bombay Race Course (1965) |
| Singer(s): | Asha Bhosle |
| Lyricist(s): | Rajendra Krishan |
| Composer(s): | Madan Mohan |
| Music Director(s): | Madan Mohan |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Kedar Kapoor |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Ajit, Nalini Jaywant, Minoo Mumtaz, K.N. Singh, Johnny Walker |
Pehle khun kharaba
Pichhe shor sharaba
Pyar ke dhadhe mein na pad
Apne raste chal baba
Pehle khun kharaba
Pichhe shor sharaba
Pyar ke dhadhe mein na pad
Apne raste chal baba
Pehle khun kharaba
Pichhe shor sharaba
Bhul bhulaiyo mein na ja
Rahem jawani pe chhut kha
Bhul bhulaiyo mein na ja
Rahem jawani pe chhut kha
Sun deewane sun deewane
Dur se dhol suhane
Dil na lag hai dil na laga
Teri meri pyar ki sadke
Apne raste chal baba
Pehle khun kharaba
Pichhe shor sharaba
Pyar ke dhadhe mein na pad
Apne raste chal baba
Pehle khun kharaba
Pichhe shor sharaba
Tohri zulfon ke yeh nag
Inki chhaw mein hai aag
Tohri zulfon ke yeh nag
Inki chhaw mein hai aag
Jaan jala ke rakh denge
Yeh bhag bhag are bhag
Yaha se bhag
Pyar ki bazi khel nahi hai
Apne raste chal baba
Pehle khun kharaba
Pichhe shor sharaba
Pyar ke dhadhe mein na pad
Apne raste chal baba
Pehle khun kharaba
Pichhe shor sharaba.


