“Pehli Baar Dekha” Song Details:
| Movie: | Jo Dooba So Paar: It’s Love in Bihar! (2011) |
| Singer(s): | Manish J. Tipu |
| Lyricist(s): | Gopal Tiwari |
| Composer(s): | Manish J. Tipu |
| Music Director(s): | Manish J. Tipu |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Praveen Kumar |
| Music Label: | © Saga Music |
| Starring: | Anand Tiwari, Rajat Kapoor, Sita Spada |
| Release on: | 14th October, 2011 |
Pehli baar dekha to
Dil mera dhadka
Duji baar dil ne kaha
Pehli baar dekha to
Dil mera dhadka
Duji baar dil ne kaha
Wo pari hai wo
Ya hai wo apsara
Dekhu mai jidhar har
Taraf mujhe dikhe
Yaha waha jaha taha
Pehli baar dekha to
Dil mera dhadka
Duji baar dil ne kaha
Najro ke teer mere
Dil me gadh gaya
Paw mera zameen
Se ukhad gaya
Ek jhalak dikha ke wo
Mod aisa mud gaye
Ki chain mera kho gaya
Hosh mere udd gaye
Wo pari hai wo ya
Hai wo apsara
Dekhu mai jidhar har
Taraf mujhe dikhe
Yaha waha jaha taha
Pehli baar dekha to
Dil mera dhadka
Duji baar dil ne kaha
Unki muskurahato ka
Jadu aisa chal gaya
Asman chod chand
Khidki se nikal gaya
Acha khasa yaar apna
Hath se fisal gaya
Isko sambhalo yaaro
Iska pench hil gaya
Wo pari hai wo
Ya hai wo apsara
Dekhu mai jidhar
Har taraf mujhe dikhe
Yaha waha jaha taha
Har taraf mujhe dikhe
Yaha waha jaha taha
Har taraf mujhe dikhe
Yaha waha jaha taha
Har taraf mujhe dikhe
Yaha waha jaha taha
Har taraf mujhe dikhe
Yaha waha jaha taha.


