Pehli Nazar Tere Pyar Ki Lyrics

Pehli Nazar Tere Pyar Ki Lyrics Lyrics

“Pehli Nazar Tere Pyar Ki” Song Details:

Movie: Tel Malish Boot Polish (1961)
Singer(s): Kamal Barot, Mohammed Rafi
Lyricist(s): Prem Dhawan
Composer(s): Chitragupta Shrivastava
Music Director(s): Chitragupta Shrivastava
Genre(s): Masti
Director(s): Romney Dey
Music Label: © Saregama
Starring: Sheikh Mukhtar, Kumkum, Chandrashekhar

Pehli nazar tere pyar ki
Ho mere dil me utar gayi
Pehli nazar tere pyar ki
Ho mere dil mein utar gayi

Ho deewane ho ya sharabi mastane
Deewane ho ya sharabi mastane
Mana ki hum to deewane hai
Haye ram ye to kaho ki
Sarkar ki ho lat kaise bikhar gayi
Pehli nazar tere pyar ki
Ho mere dil mein utar gayi

Ho o chale kaha aise gusse mein tan ke
Chale kaha aise gusse mein tan ke
Bal na pade kahi tere badan pe
Ho tere badan pe

O ho hum to chale usi banki ada se
Hum to chale usi banki ada se
Koi jale apni bala se ji apni bala se
Dekho re logo sitam ye ke
Haye ram tirchhi nazar dildar ki
Ho dil leke mukar gayi
Pehli nazar tere pyar ki
Ho mere dil mein utar gayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top