Phool Ka Shabab Kya Lyrics

Phool Ka Shabab Kya Lyrics Lyrics

“Phool Ka Shabab Kya” Song Details:

Movie: Farz Ki Jung
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Anjaan, Naqsh Lyallpuri
Composer(s): Bappi Lahiri
Music Director(s): Bappi Lahiri
Genre(s): Romantic
Director(s): R.P. Swamy
Music Label: © Tips Music
Starring: Govinda, Neelam Kothari, Shashi Kapoor, Dalwinder, Raza Murad, Amrish Puri, Anjana Mumtaz, Mac Mohan, Asha Lata, Bhagwan, Birbal, Bob Christo, Leena Das, Iftekhar, Pinchoo Kapoor, Yunus Parvez, Gita Siddharth
Release on: 17th March, 1989

Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya
Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Zulfo se khele mahki hawaye
Uff ye jawani uff ye adaye
Uff ye jawani uff ye adaye
Surkh lab ke samne sokhi ye gulab kya
Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Aankho mein tauba kitna nasha hai
Main kya ye mausam bahka hua hai
Main kya ye mausam bahka hua hai
Layegi ye mastiya koi bhi sharab kya
Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Gore badan se lipta hua hai
Pani ki dekho takdir kya hai
Pani ki dekho takdir kya hai
Yuhi dekhta rahu main hasin khwab kya
Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top