Phool Muskuraaye Lyrics

Phool Muskuraaye Lyrics Lyrics

“Phool Muskuraaye” Song Details:

Movie: Taqdeer (1967)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s): Romantic
Director(s): A. Salaam
Music Label: © Saregama
Starring: Bharat Bhushan, Farida Jalal, Shalini, Kajal, Shushil, Jalal Aga, Johnny Walker, Kamal Kapoor, Agha, Ajay, Dinesh, Subhash Ghai

Jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye
Jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye
Jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye

Apna koi taraana maine nahi banaya
Apna koi taraana maine nahi banaya
Tumne mere labo pe har ek sur sajaya
O jab jab mere tarane duniya ne gungunaye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye

Mumkin hai zindgani kar jaye bewfayi
Mumkin hai zindgani kar jaye bewfayi
Lekin ye pyar vo hai jisme nahi judayi
Is pyar ke fasane jab jab juba pe aaye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top