Phool Yeh Angaar Ban Gaya Lyrics

Phool Yeh Angaar Ban Gaya Lyrics Lyrics

“Phool Yeh Angaar Ban Gaya” Song Details:

Movie: Phool Aur Angaar
Singer(s): Mohammed Aziz
Lyricist(s): Rani Malik
Composer(s): Anu Malik
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Sad
Director(s): Ashok Gaikwad
Music Label: © S – Series
Starring: Mithun Chakraborty, Shantipriya, Prem Chopra, Gulshan Grover
Release on: 2nd August, 1993

Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Yeh haalaat se ek shabanam ka katra
Yeh haalaat se ek shabanam ka katra
Aag ki bouchhar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool ye angaar ban gaya

Hai kaanoon andha adaalat hai behari
Hai jhoothi yaha har gawaahi
Ke jisne sharafat shikhaayi
Usiki sharafat pe tohamat hai aayi
Kitaabo kalaam ilm kaa haath dekho
Kitabo kalaam ilm kaa haath dekho
Kaise talwaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya

Chita jal rahi hain behan ki abhi tak
Mere dil ki geharaayiyo mein
O meri behan hai teraa khun shaamil
Mere gum ki chingaariyo mein
Tere har gunehgaar ke waaste main
Tere har gunehgaar ke waaste main
Khun ki kataar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya

Sitamgar zanmane ke har ek sitam ka
Zahar aaj taq pi raha hu
Luti zindagi is kadar ke mai marta
Raha hu magar ji raha hu
Mai lutne ke gam me jala is tarah ke
Mai lutne ke gam me jala is tarah ke
Maut ka yalgaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya
Phool yeh angaar ban gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top