Piya Jo Bulaye To Lyrics

Piya Jo Bulaye To Lyrics Lyrics

“Piya Jo Bulaye To” Song Details:

Movie: Ek Do Teen (1953)
Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s): Aziz Kashmiri
Composer(s): Vinod
Music Director(s): Vinod
Genre(s): Romantic
Director(s): R.K. Shoery
Music Label: © Saregama
Starring: Motilal, Iftekhar, Yashodra Katju, Kaushalya, Meena Shorey

O ji o ji, o ji o ji
Piya jo bulaye to kahu main jiyo ji
Jine na degi ye dil ki lagi
Haye piya jo bulaye to kahu main jiyo ji
Jine na degi ye dil ki lagi
Aaya karo kabhi kabhi meri gali

Aaya karo kabhi kabhi meri gali
Milke udayenge zamane ki hansi
Milke udayenge zamane ki hansi
Haye jine na degi ye dil ki lagi
Piya jo bulaye to kahu main jiyo ji
Jine na degi ye dil ki lagi

Teri meri, meri teri aankh jo ladi
Pahli nazar mere dil mein basi
Teri meri, meri teri aankh jo ladi
Arey pahli nazar mere dil mein basi
Jaldi bata ghar ka pata hunhu
Jaldi bata mujhe ghar ka pata
Haye jine na degi ye dil ki lagi
Piya jo bulaye to kahu main jiyo ji
Jine na degi ye dil ki lagi

O kali kali ghat ne kaha ye pukar ke
O kali kali ghat ne kaha ye pukar ke
Ghadi ghadi aayenge n adin ye bahar ke
Ghadi ghadi aayenge na din ye bahar ke
Jhum jhum gayi mere dil ki kali
Jhum jhum gayi mere dil ki kali
Haye jine na degi ye dil ki lagi
Piya jo bulaye to kahu main jiyo ji
Jine na degi ye dil ki lagi
Piya jo bulaye to kahu main jiyo ji
Jine na degi ye dil ki lagi
Haye piya jo bulaye to kahu main jiyo ji
Jine na degi ye dil ki lagi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top