Poochhungi Ek Din Lyrics

Poochhungi Ek Din Lyrics Lyrics

“Poochhungi Ek Din” Song Details:

Movie: Barkha (1959)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Rajendra Krishan
Composer(s): Chitragupta Shrivastava
Music Director(s): Chitragupta Shrivastava
Genre(s): Kids
Director(s): R. Krishnan, S. Panju
Music Label: © Saregama
Starring: Jagdeep, Nanda, Shubha Khote, Mukri, David Abraham, Achala Sachdev, Mohan Choti, Leela Chitnis, Anand Kumar

Poochhungi ek din
Pichhle pahar mein
Soye hue chand taro se
Mohe batao kyu khafa ho
Nindiya bhi kismat ke mari se

Kab tak gujare ro ro ke din yu
Aankho hi aankho mein rate
Kab tak gujare ro ro ke din yu
Aankho hi aankho mein rate
Tum bhi sirato so jate ho phir
Kisse kare ji ki bate
Rakhu naa ji main keh bhi do tumko
Shikwa hai kyaa dil haari se

Poochhungi ek din
Pichhle pahar mein
Soye hue chand taro se
Mohe batao kyu khafa ho
Nindiya bhi kismat ke mari se

Itana bata do kab rang layengi
Najloom ki be jubani
Itana bata do kab rang layengi
Najloom ki be jubani
Likhte rahenge kab tak hamari
Ashko se apni kahani
Badlega kis din mausam khuda ka
Khelenge hum sab baharo se

Poochhungi ek din
Pichhle pahar mein
Soye hue chand taro se
Mohe batao kyu khafa ho
Nindiya bhi kismat ke mari se.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top