“Poori Qaaynaat” Song Details:
| Movie: | Poorna (2017) |
| Singer(s): | Raj Pandit, Vishal Dadlani |
| Lyricist(s): | Amitabh Bhattacharya |
| Composer(s): | Salim Merchant, Sulaiman Merchant |
| Music Director(s): | Salim Merchant, Sulaiman Merchant |
| Genre(s): | Motivational |
| Director(s): | Rahul Bose |
| Music Label: | © Zee Music Company |
| Starring: | Rahul Bose, Heeba Shah, Dhritiman Chatterjee |
| Release on: | 31st March, 2017 |
Hai poori qaaynaat tujhme kahin,
Hai poori qaaynaat tujhme kahin,
Sawalo ka jawab kudh hai tu hi,
Tu hii…
Hai poori qaaynaat tujhme kahin,
Hai poori qaaynaat tujhme kahin,
Sawalo ka jawab kudh hai tu hi,
Tu hii…
Chaahe talaashein gehraayiyaan,
Samandaron ki saari,
Chand sitaaron suraj ki,
Chaahe naap aaye doori,
Apne hi ander tu hi jaane
Hai poori qaaynaat tujhme kahin,
Hai poori qaaynaat tujhme kahin,
Sawalo ka jawab kudh hai tu hi,
Tu hii…
Hai poori qaaynaat tujhme kahin,
Hai poori qaaynaat tujhme kahin,
Sawalo ka jawab kudh hai tu hi,
Tu hii…
Falsafa hai falsafa hai zindagi ka yahin,
Hai poori qaaynaat tujhme kahin,
Hai poori qaaynaat tujhme kahin,
Sawaalo ka jawaab khud hai tu hi,
Tu hii…
Baawle bande paida jahan mein tu hua hai,
Soch raha hai tere janam ka mool arth kya hai,
Har kami dhoondhe tu apne hi ander,
Toh jaane..
Hai poori qaaynaat tujhme kahin,
Hai poori qaaynaat tujhme kahin,
Sawalo ka jawab kudh hai tu hi,
Tu hii…
Sawalo ka jawab kudh hai tu hi,
Tu hii…
Hai poori qaaynaat tujhme kahin..


