Premi Sabhi Hote Hai Lyrics

Premi Sabhi Hote Hai Lyrics Lyrics

“Premi Sabhi Hote Hai” Song Details:

Movie: Daasi (1981)
Singer(s): Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Ravindra Jain
Composer(s): Ravindra Jain
Music Director(s): Ravindra Jain
Genre(s): Romantic
Director(s): Raj Khosla
Music Label: © Universal Music
Starring: Sanjeev Kumar, Rekha, Moushumi Chatterjee
Release on: 26th June, 1981

Premi sabhi hote hai diwane
Diwano se ha dar lagta hai
Darte nahi lekin ye diwane
Are has ke jal jate parwane
Parwano se dar lagta hai
Premi sabhi hote hai diwane
Diwano se ha dar lagta hai

Pas aao na ye rah hai muskil bada
Maan jao na bechain
Hai mera dil bada
Ham dono pahle ek duje ko
Jan to le jan to le jan to le
Are bante hai jo meet purane
Are pahle hote hai wo anjane
Anjano se dar lagta hai
Premi sabhi hote hai diwane
Diwano se ha dar lagta hai

Ye dil nahi dena hame rut man na
Ye jindagi legi kabhi angadaiya
Kya hoga jo logo ko
Ye manjur na hoga
Ye jag ka dastur na hoga
Are dunia chahae mane ya na mane
Are masti me hai do mastane
Mastano se dar lagta hai
Premi sabhi hote hai diwane
Diwano se ha dar lagta hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top