Public Ka Apna Transport – HF Dawn Lyrics

Public Ka Apna Transport – HF Dawn Lyrics Lyrics

“Public Ka Apna Transport – HF Dawn” Song Details:

TV Show: Hero – TV Commercial
Genre(s): Happy (Feel Good)
Starring: Alia Bhatt
Release on: 21st July, 2014

Pehali bus ki jaldi mein
Sooraj se pehle uthna kyun
Nikal pado jab dil chahein
Ab kisi ke roke rukna kya

Main maalik apni marzi ka
Main hero apni raaho ka
Na hogi dhakka mukki
Na hogi fikra seat ki
Ab sair sapata jee bharke
Ye khushiyan hain mere ghar ki

Main hero apni raaho ka..
Koi mushkil aaye toh kya
Aasaan karna mujhe aata hain hero..
Jo chale apne dam par
Bas wahin manzil pataa hain

Main hero apni raaho ka.
Jab gaadi apni toh marzi bhi apni
Naya hero hf-dawn
Public ka apna transport.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top