“Pyaar Jataa Ke Apna Bana Ke” Song Details:
| Movie: | Do Dil |
| Singer(s): | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
| Lyricist(s): | Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) |
| Composer(s): | Govind Ram |
| Music Director(s): | Govind Ram |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | Jagdish Sethi |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Karan Dewan, Motilal, Badri Prasad, Gulab, Suraiya |
Pyaar jataa ke apna banaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Pyaar jataa ke apna banaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Jaane waale dard na de ja
Jaane waale dard na de ja
Jaa aur apni yaad bhi le jaa
Jaa aur apni yaad bhi le jaa
Khuli aankh ka khwaab dikhaa ke
Khuli aankh ka khwaab dikhaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Pyaar jataa ke apna banaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Wo kya jaane dard paraaye
Wo kya jaane dard paraaye
Kya hai ronaa kya hai haaye
Kya hai ronaa kya hai haaye
Dil ko jhoothhe khel khilaa ke
Dil ko jhoothhe khel khilaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Pyaar jataa ke apna banaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Pyaar jataa ke.


