Pyaar Ka Jashn (Title) Lyrics

Pyaar Ka Jashn (Title) Lyrics Lyrics

“Pyaar Ka Jashn (Title)” Song Details:

Album/Label: Pyaar Ka Jashn (2003)
Singer(s): Roop Kumar Rathod
Composer(s): Roop Kumar Rathod
Music Director(s): Roop Kumar Rathod
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Saregama

Pyaar ka jashn nayi
Tarah manana hoga
Pyaar ka jashn nayi
Tarah manana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga

Meri gardan teri sandli
Baaho ka yeh haar
Abhi aansu the in aankho
Mein abhi itna khumaar
Meri gardan teri sandli
Baaho ka yeh haar
Abhi aansu the in aankho
Mein abhi itna khumaar
Main na kehata ke mere
Ghar mein bhi aaye gi bahar
Shart itni thi ke pehale
Tujhe aana hoga
Pyaar ka jashn nayi
Tarah manana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga

Kaapte hotho pe paimane
Wafa kya kehana
Tujhko laayi hai kaha
Lafzishe paa kya kehana
Kaapte hotho pe paimane
Wafa kya kehana
Tujhko laayi hai kaha
Lafzishe paa kya kehana
Mere ghar mein tere mukhde
Ki ziyaat kya kehana
Aaj har ghar ka diya
Mujhko jalana hoga
Pyaar ka jashn nayi
Tarah manana hoga
Pyaar ka jashn nayi
Tarah manana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga
Gham kisi dil mein sahi
Gham ko mitana hoga.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top