Pyar Ki Baat Par Lyrics

Pyar Ki Baat Par Lyrics Lyrics

“Pyar Ki Baat Par” Song Details:

Album/Label: Ehsaas Pyar Ka (2014)
Singer(s): Janiva Roy
Composer(s): Naushad Ali
Music Director(s): Naushad Ali
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Yellow & Red Music
Starring: Janiva Roy
Release on: 1st February, 2014

Pyar ki baat par hizaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Log samjhe ke aaftaab aaya
Pyar ki baat par hizaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya

Tere ek rooth ne se aye sanam
Tere ek rooth ne se aye sanam
Tere ek rooth ne se aye sanam
Meri duniya mein ilaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Log samjhe ke aaftaab aaya
Pyar ki baat par hizaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya

Unse milkar sukoon tha dil ko
Unse milkar sukoon tha dil ko
Unse milkar sukoon tha dil ko
Unse milkar sukoon tha dil ko
Unke jaate hi ek izaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Log samjhe ke aaftaab aaya
Pyar ki baat par hizaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya

Har ghadi zehen mein
Hai uska khayaal
Har ghadi zehen mein
Hai uska khayaal
Har ghadi zehen mein
Hai uska khayaal
Jaagate mein bhi
Mujhko khwaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Log samjhe ke aaftaab aaya
Pyar ki baat par hizaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top