“Pyari Sakhi Saj Dhaj Ke” Song Details:
| Movie: | Ghunghat (1960) |
| Singer(s): | Asha Bhosle |
| Lyricist(s): | Shakeel Badayuni |
| Composer(s): | Ravi Shankar Sharma (Ravi) |
| Music Director(s): | Ravi Shankar Sharma (Ravi) |
| Genre(s): | Wedding |
| Director(s): | Ramanand Sagar |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Bharat Bhushan, Bina Rai, Asha Parekh, Pradeep Kumar |
| Release on: | 21st July, 1960 |
Pyari sakhi saj dhaj ke
Apne pee ke dware
Ja ri sakhi saj dhaj ke
Apne pee ke dware
Tu khushio se
Jholi bhar le
Dekh na aasu hamare
Pyari sakhi saj dhaj ke
Apne pee ke dware
Ek ghar ujade
Ek bas jaye
Hai yahi jag ki reeti
Ja ri dulhaniya
Dekha na mudke
Sakhiyo pe kya biti
Apni apni kismat hai ye
Pyari sakhi saj dhaj ke
Apne pee ke dware
Ja ri sakhi saj dhaj ke
Apne pee ke dware
Tu khushio se
Jholi bhar le
Dekh na aasu hamare
Pyari sakhi saj dhaj ke
Apne pee ke dware.


