Qalak Aur Dil Ka Lyrics

“Qalak Aur Dil Ka” Song Details:

Album/Label: The One And Only (1990)
Singer(s): Malika Pukhraj
Composer(s): Malika Pukhraj
Music Director(s): Malika Pukhraj
Genre(s): Ghazal
Music Label: © EMI Pakistan
Starring: Malika Pukhraj
Release on: 1st July, 1990

Qalak aur dil ka silaa ho gaya
Qalak aur dil ka silaa ho gaya
Dilasaa tumhara balaa ho gaya
Qalak aur dil ka silaa ho gaya

Dikhana padega
Mujhe zakhme dil
Dikhana padega
Mujhe zakhme dil
Agar teer uska khataa ho gaya
Dilasaa tumhara balaa ho gaya
Qalak aur dil ka silaa ho gaya

Woh umeed kyaa jiski ho intahaa
Woh umeed kyaa jiski ho intahaa
Woh wada nahin jo wafa ho gaya
Dilasaa tumhara balaa ho gaya
Qalak aur dil ka silaa ho gaya

Nahin bhulta uski rukhsat ka waqt
Nahin bhulta uski rukhsat ka waqt
Woh ro ro ke milna bala ho gaya
Dilasaa tumhara balaa ho gaya
Qalak aur dil ka silaa ho gaya
Dilasaa tumhara balaa ho gaya
Qalak aur dil ka silaa ho gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top