Qurban Gaye Tujh Pe Gori Lyrics

Qurban Gaye Tujh Pe Gori Lyrics Lyrics

“Qurban Gaye Tujh Pe Gori” Song Details:

Movie: Sau Ka Note (1955)
Singer(s): Mubarak Begum, Shamshad Begum
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Composer(s): Mohinder Singh Sarna
Music Director(s): Mohinder Singh Sarna
Genre(s): Playful
Director(s): Yeshwant Pethkar
Music Label: © Saregama
Starring: Karan Dewan, Geeta Bali, Begum Para, Krishna Kumar, Leela Mishra, Badri Prasad

Qurban gaye tujh pe gori
Tujhe teer chalana aa hi gaya
Qurban gaye tujh pe gori
Tujhe teer chalana aa hi gaya
Qurban gaye tujh pe gori

In sokh adao ko gori
In sokh in sokh adao ko gori
Bijli ka girana aa hi gaya
Qurban gaye tujh pe gori
Tujhe teer chalana aa hi gaya
Qurban gaye tujh pe gori

Teri ek najar ae gori
Jara dekh ye kaisa kamal kiya
Tere husn joban ne gori
Kadko ko bhi malamal kiya
Kadko ko bhi malamal kiya
Kadko ko bhi malamal kiya
Teri julfo ki kali ghata ko
Chandi barsana aa hi gaya
Teri julfo ki kali ghata ko
Chandi barsana aa hi gaya
Qurban gaye tujh pe gori

Kya baat hui unse pucho
Jo tumpar jaan lutate hai
Un chand sitaro se pucho
Jo dekh tumhe sarmate hai
Jo dekh tumhe sarmate hai
Jo dekh tumhe sarmate hai
Sharmati nigaho ko dil ka
Yu raaz chupna aa hi gaya
Sharmati nigaho ko dil ka
Yu raaz chupna aa hi gaya
Qurban gaye tujh pe gori
Tujhe teer chalana aa hi gaya
Qurban gaye tujh pe gori.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top