Raastey (Title) Lyrics

Raastey (Title) Lyrics Lyrics

“Raastey (Title)” Song Details:

Album/Label: Raastey (2014)
Singer(s): Shraddha Sharma
Genre(s): Sad
Music Label: © Universal Music
Starring: Shraddha Sharma
Release on: 11th March, 2014

Mano na mano
Hone ko sab ho jaata hai
Socha na aisa
Aur kya se kya ho jata hai
Koi na yeh jaane
Hai saare anjaane
Kisi ko na pata
Kal kahan thikana
Humko bhi batana, batana

Kab kahan mudhe raastey
Kab kahan chale raastey
Kab kahan thame raastey
Kab kahan udhi yeh raastey

Ek pal sab yahin hai
Duje ko sab kho jaata hai
Kehte..sabhi hain
Dhoondho toh khuda mil jaata hai
Koi na yeh jaane
Hai saare anjaane
Kisi ko na pata
Kal kahan thikana
Humko bhi batana, batana

Kab kahan mudhe raastey
Kab kahan chale raastey
Kab kahan thame raastey
Kab kahan udhi yeh raastey

Kab kahan mudhe raastey
Kab kahan chale raastey
Kab kahan thame raastey
Kab kahan udhi yeh raastey.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top