Raat Sunsaan Hai Lyrics

Raat Sunsaan Hai Lyrics Lyrics

“Raat Sunsaan Hai” Song Details:

Movie: Marine Drive
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi
Composer(s): Datta Naik
Music Director(s): Datta Naik
Genre(s): Playful
Director(s): G.P. Sippy
Music Label: © Saregama
Starring: Ajit, Bina Roy, K.N. Singh, Vijayalaxmi, Johny Walker

Raat sunsaan hai ae
Zindagi veeran hai ae
Kisko aawaaz doon oon
Soya bhagwaan hai
Raat sunsaan hai

Khoyi ye tanhaaiyaan aan
Yeh gham ki parchhaaiyaan aan
Har khayaal pe har sawaal pe
Dil pashemaan hai
Raat sunsaan hai ae
Zindagi veeran hai ae
Kisko aawaaz doon oon
Soya bhagwaan hai
Raat sunsaan hai aye aye

Zinda thhi jiske liye o o
Usne bhi sadme diye ho o o
Gham ki daastaan
Kya karen bayaan
Honth bejaan hai
Raat sunsaan hai
Zindagi veeran hai
Kisko aawaaz doon
Soya bhagwaan hai
Raat sunsaan hai aye aye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top