Rab Rakha Lyrics

Rab Rakha Lyrics Lyrics

“Rab Rakha” Song Details:

Movie: Love Breakups Zindagi
Singer(s): Javed Ali, Salim Merchant, Shreya Ghoshal, Shrraddha Pandit, Sonu Nigam
Lyricist(s): Javed Akhtar
Composer(s): Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Music Director(s): Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Genre(s): Love, Wedding
Director(s): Sahil Sangha
Music Label: © T-Series
Starring: Zayed Khan, Dia Mirza, Cyrus Sahukar, Tisca Chopra, Satyadeep Mishra, Pallavi Sharda
Release on: 7th October, 2011

Rab rakha rab rakha rab rakha
Rab rakha rab rakha rab rakha

Yeh khushi, yeh khushi ka samaa
Dil mein goonji hai shehnaiyan
Yeh khushi, yeh khushi ka samaa
Dil mein goonji hai shehnaiyan
Yeh haseen, yeh dilnasheen
Ik mohabbat ki hai jo dastaan
Rab rakha rab rakha rab rakha
Rab rakha rab rakha rab rakha

Celebrate the feeling,
For a day and evening
Beautiful hearts are beating,
Love is in the air
Celebrate the feeling,
For a day and evening
Beautiful hearts are beating,
Love is in the air
Celebrate the feeling,
For a day and evening
Beautiful hearts are beating,
Love is in the air

Koi pooche aankhon ne
Aankhon se kya keh diya, kya sunn liya
Keh de na chhup ke se,
Dono ne hai chunn liya, ik saathiya

Yeh reshmi se pal, yeh narm si hulchul
Yeh sapno ke badaal rab rakha
Ho yeh haseen, yeh dilnasheen
Ik mohabbat ki hai jo dastaan
Rab rakha rab rakha rab rakha
Rab rakha rab rakha rab rakha


Maahi sahguna manaaya hai
Bajde sang dhol shehnaiyan
Mainu mil gaya mera ranjheya
Te rabba khair maniyaan

Nachle yeh dil mera kahi da
O aaja nachle yeh dil mera kahi da
Saath tera bas chaahida
O goriye saath tera bas chaahida

O mere naal tu aa haye,
O zara taal mila haye
Nachle yeh dil mera kahi da
O aaja nachle yeh dil mera kahi da

Tumko yun jo dekhun,
Jaane kyun mera jiya dhadke piya
Mehki si, lehki si, dehki si,
Main hoon piya, yeh kya kiya

Yeh husn aur yeh tu
Yeh kaanch yeh khushboo
Yeh roop yeh jadoo, rab rakha

Yeh haseen, yeh dilnasheen
Ik mohabbat ki hai jo dastaan
Rab rakha rab rakha rab rakha
Rab rakha rab rakha rab rakha.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top