Rah – E – Ulfat Mein Lyrics

Rah – E – Ulfat Mein Lyrics Lyrics

“Rah – E – Ulfat Mein” Song Details:

Album/Label: Rahnuma (1995)
Singer(s): Ahmed Hussain, Mohammed Hussain
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri
Composer(s): Ahmed Hussain, Mohammed Hussain
Music Director(s): Ahmed Hussain, Mohammed Hussain
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Decca Label Group
Starring: Ustad Ahmed Hussain, Ustad Mohammed Hussain
Release on: 19th April, 1995

Tum jo hasti ho to mastana kamaal lagati ho
Mere kaashel ho gaalib ki ghazal lgati ho
Sange marmar se tarasha hua kohinoor badan
Saans leta huaa ik taj mahal lagti ho

Rah-e-ulfat mein aap saath nahi
Rah-e-ulfat mein aap saath nahi
Jaaiye khair koi baat nahi
Rah-e-ulfat mein aap saath nahi

Aate jaate salaam hota hain
Aate jaate salaam hota hain
Salaam hota hain
Aate jaate salaam hota hain
Pehale jaisi talukaat nahi
Rah-e-ulfat mein aap saath nahi

Yun to harcheez mere paas mein hain
Yun to harcheez mere paas mein hain
Sirf hatho mein unka haath nahi
Rah-e-ulfat mein aap saath nahi

Tum jo mojood ho to sab kuchh hain
Tum jo mojood ho to sab kuchh hain
Tum jo nahi to kaynaat nahi
Rah-e-ulfat mein aap saath nahi


Chaand tanhaa safar mein aye hasrat
Chaand tanhaa chaand
Chaand tanhaa..chaand tanhaa..
Chaand tanhaa..chaand tanhaa..
Chaand tanhaa..chaand tanhaa..
Chaand tanhaa safar mein hain hasrat
Sang taaro ki woh baarat nahi
Rah-e-ulfat mein aap saath nahi

Rah-e-ulfat mein aap saath nahi
Jaaiye khair koi baat nahi
Rah-e-ulfat mein
Rah-e-ulfat mein
Rah-e-ulfat mein aap saath nahi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top