Raste Roshan Hue Lyrics

Raste Roshan Hue Lyrics Lyrics

“Raste Roshan Hue” Song Details:

Movie: Wafaa
Singer(s): Rahul Vaidya, Sunidhi Chauhan
Lyricist(s): Shahab Allahabadi
Composer(s): Ravi Pawar, Sayed Ahmed
Music Director(s): Ravi Pawar, Sayed Ahmed
Genre(s): Love
Director(s): Rakesh Sawant
Music Label: © Red And Yellow Music
Starring: Rajesh Khanna, Laila Khan
Release on: 19th December, 2008

Raaste roshan huye sab yeh tere mere pyaar ke
Aa gaye lamhe suhaane yeh pyaar ke, ikraar ke
Abb hai rehna, hamesha hamein pyaar ki chhaanv mein
Dil ki duniya sajaaye aa
Raaste roshan huye sab yeh tere mere pyaar ke
Aa gaye lamhe suhaane yeh pyaar ke, ikraar ke
Abb hai rehna, hamesha hamein pyaar ki chhaanv mein
Dil ki duniya sajaaye aa

Inteha waqt ne liya khoob, abb muththi mein hai jamaana
Armaano ka gulshan khila, aaya hai maussam suhaana
Faasale darmiyaan kahaan abb hai, milane ke din aa gaye hai
Tere husn ke saaye haseen, chaaron taraf chha gaye hai
Raaste roshan huye sab yeh tere mere pyaar ke
Aa gaye lamhe suhaane yeh pyaar ke, ikraar ke
Abb hai rehna, hamesha hamein pyaar ki chhaanv mein
Dil ki duniya sajaaye aa

Karwatein abb badalati rehati hai, yeh meri rangin jawaani
Saanson mein tu, dhadkan mein tu, chaahat mein teri rawaani
Hosh hi mere le gaye hai yeh teri aankhon ke saagar
Mujhase mera kehata hai dil koi nahi tujhase behtar
Raaste roshan huye sab yeh tere mere pyaar ke
Aa gaye lamhe suhaane yeh pyaar ke, ikraar ke
Abb hai rehna, hamesha hamein pyaar ki chhaanv mein
Dil ki duniya sajaaye aa
Abb hai rehna, hamesha hamein pyaar ki chhaanv mein
Dil ki duniya sajaaye aa.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top