Rehne De Lyrics

Rehne De Lyrics Lyrics

“Rehne De” Song Details:

Album/Label: Subah Ke Taare
Singer(s): Lucky Ali
Lyricist(s): Lucky Ali
Composer(s): Lucky Ali, Mikey Mccleary
Music Director(s): Lucky Ali, Mikey Mccleary
Genre(s): Playful
Music Label: © Lucky Ali
Release on: 7th February, 2024

Dil Mein Woh Hai Ke
Dil Ki Hum Kahe

Jaise Hum Hain
Waise Hi Hume Tu Rehne De

Jo Bhi Soocha Ho Sahi
Yeh Zaroori Toh Nahi
Reh Bhi Jaaye Kuch Kami
To Samjhaun Baataun Kisi Se
Ab Rehne De

Keh De Toh Keh De
Chup Toh Chup Rahe
Badle Toh Badle
Kya Ab Hum Kahe

Rehne De
Baatein Kitni Hain Ankahee
Kuch Adhoori Reh Gayi


Kuch Abhi Bhi Ankahee
Kyun Bataun Chupaun Kise Se
Ab Rehne De

Samjhe Na Samjhe
Apne Bhi Hamein
Seh Le Toh Seh Le
Na Bhi Keh Sake
Rehne De

Chehre Sabke Hain Kayi
Kuch Apno Mein Hai Abhi
Kuch Abhi Bhi Ajnabee
Ye Tanhayi Parchayi Yahin Pe
Rehne De

Nanana Nanana
O Rehne De

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top