Rehne Do Na (Title) Lyrics

Rehne Do Na (Title) Lyrics Lyrics

“Rehne Do Na (Title)” Song Details:

TV Show: Guilty (2020)
Singer(s): Ankur Tewari
Lyricist(s): Kausar Munir
Composer(s): Ankur Tewari
Music Director(s): Ankur Tewari
Genre(s): Love
Director(s): Ruchi Narain
Music Label: © Sony Music India
Starring: Kiara Advani, Ashrut Jain
Release on: 6th March, 2020

Tum nahi chahat thi jiski humein
Tum wo nahi jo aadat thi jiski humein

Kyu aa gaye ho humse milane humein
Kyu aa gaye ho humse cheepane humein
Rehne do na tanha humein
Tanha humein tanha humein

Tum wahi kya jiski kami thi humein
Tum ho whi kya jiski nami thi humein

Lo chahlakke abki deekhaye tumhe
Khoyi khoyi khwaishyon ki tang kalliyo se
Abke ghumaaye tumhe

Yu aa gaye ho jaise purana zakham
Yu aa gaye ho jaise naya hu marham
Rehne do na siraane humein
Siraane humein siraane humein.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top