“Rok Le Rok Le Ram Ko” Song Details:
| Movie: | Yeh Kaisa Insaf (1980) |
| Singer(s): | Suresh Wadkar |
| Lyricist(s): | Ravindra Jain |
| Composer(s): | Ravindra Jain |
| Music Director(s): | Ravindra Jain |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Narayana Rao Dasari |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Vinod Mehra, Shabana Azmi, Sarika |
| Release on: | 14th May, 1980 |
Rok le rok le ram ko rok le sita
Jiske liye tera sara
Jiwan aasu pi kar bita
Ram na ab mukh modo
Siya se ram na ab mukh modo
Juthe abhiman me
Dukh hi dukh hai
Chhodo ye hath chhodo
Siya bina ram bin ram
Siya lagta ki adhura nam liya
Siya bina ram bin ram
Siya lagta ki adhura nam liya
Ho siya ram si amar ho
Jodi ho siya ram si amar ho jodi
Har nari nar ki
Kripa rahe sabhi pe raghuwar ki
Sada sada karipa rahe raghuwar ki
Sabhi pe raghuwar ki
Kripa rahe sabhi pe raghuwar ki
Sada sda karipa rahe raghuwar ki
Kripa rahe raghuwar ki.


