“Saawan Aayo Re” Song Details:
| TV Show: | Satyamev Jayate (2012) |
| Singer(s): | Ram Sampath |
| Lyricist(s): | Svati Chakravarty |
| Composer(s): | Ram Sampath |
| Music Director(s): | Ram Sampath |
| Genre(s): | Happy (Feel Good), Rain |
| Director(s): | Aamir Khan |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Aamir Khan |
| Release on: | 6th May, 2012 |
Dekho saawan aayo re
Dekho saawan aayo re
Daali daali rang barsayo re
Dekho saawan aayo re
Boondon se jaadu chalka ,
Gaya badara murjha manvaa jaage
Darpan saja sunehra
Bheege naino mein sapna pyaara laage
Dhimi bhor yeh asha liye
Aayi hai angna more
Satrangi saaz se sur saja
Peene madhur yeh hori
Daali daali rang barsayo re
Dekho saawan aayo re
Dekho saawan aayo re
Dekho saawan aayo re.


