Saawan Ki Ghata Lyrics

Saawan Ki Ghata Lyrics Lyrics

“Saawan Ki Ghata” Song Details:

Movie: Aag Aur Toofan (1975)
Singer(s): Mahendra Kapoor
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Datta Naik
Music Director(s): Datta Naik
Genre(s): Romantic
Director(s): Tanvir Ahmed
Music Label: © Saregama
Starring: Mumtaz, Robin Kumar, Anwar Hussain, Rajan Haskar, Mohan Choti, Meenaxi, Rajen Kapoor, Rekha Chauvan, Sheikh, Uma Dhawan, Tun Tun, Amar

Saawan ki ghata paayal ki sada
Kaliyo ki najakat kahte hai
Aye yar kahi tu wo to nahi
Jise log kyamat kahte hai
Saawan ki ghata

In julfo ka jane raz hai kya
In aankho ka ye andaz hai kya
In julfo ka jane raz hai kya
In aankho ka ye andaz hai kya
Yu koi sitam dhaye to sanam
Hum usko inayat kahte hai
Saawan ki ghata

Phulo ka guman bhi jhutha hai
Jannat ka bharam bhi tuta hai
Phulo ka guman bhi jhutha hai
Jannat ka bharam bhi tuta hai
In sabse kahi wo jajba hasi
Jise teri mohabbat kahte hai
Saawan ki ghata

Pucha hai sitaro se maine
Kyu nind nahi aati mujhko
Pucha hai sitaro se maine
Kyu nind nahi aati mujhko
Hai teri kasam wo isko sanam
Teri hi sararat kahte hai
Saawan ki ghata paayal ki sada
Kaliyo ki najakat kahte hai
Aye yar kahi tu wo to nahi
Jise log kyamat kahte hai
Saawan ki ghata.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top