Sab Achhi Baatein Hain Lyrics

Sab Achhi Baatein Hain Lyrics Lyrics

“Sab Achhi Baatein Hain” Song Details:

Movie: All India Rank
Singer(s): Arham Khan, Bodhisattva Sharma
Lyricist(s): Varun Grover
Music Director(s): Mayukh-Mainak
Genre(s): Other
Director(s): Varun Grover
Music Label: © Varun Grover
Starring: Shashi Bhushan, Sheeba Chaddha, Ananyabrata Chakravorty
Release on: 23rd February, 2024

Sab Achhi Baatein Hain
Kitabon Mein
Sab Achhi Baatein Hain
Kitabon Mein

Sab Sundar Raatein Hain
Kitabon Mein
Sab Achhi Baatein Hain
Kitabon Mein

Sab Fair Hain Lovely Hain
Sab Fair Hain Lovely Hain
Udti Machhli Hain
Fair Hain Lovely Hain
Fair Hain Lovely Hain

Sab Chikne Panne Hain
Sab Meethe Ganne Hain
Sab Shakkar Putle Hain
Sab Fit Aur Patle Hain

Chikne Panne Meethe Ganne
Shakkar Putle Fit Aur Patle Hain


Sab Pakke Pakke Hain
Hisaabon Mein
Sab Achhi Baatein Hain
Kitabon Mein

Ye Duniya Kam Chalti Hai
Dher Fisalti Hai
Ye Duniya Ye Duniya

Ye Duniya Bhedon Ka Jungle Hai
Jungle Mein Chota Sa Kua Hai
Kooein Mein Har Bhed Hi Kudegi
Ya Tairegi Fir Ki Doobegi

Bhedon Ka Jungle Chota Sa Kua
Har Bhed Tairegi Ki Doobegi

Ye Duniya Rangon Ki Ulti Hai
Ye Duniya Ye Duniya
Bhagwan Ki Galti Hai
Ye Duniya

Sab Badiya Baatein Hain
Kitabon Mein
Achhi Baatein Hain
Kitabon Mein

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top