Sadiyon Ki Hoon Nishani Lyrics

Sadiyon Ki Hoon Nishani Lyrics Lyrics

“Sadiyon Ki Hoon Nishani” Song Details:

Movie: Irada (1971)
Singer(s): Hemlata (Lata Bhatt)
Lyricist(s): Kafil Azar
Composer(s): Mohammed Shafi Niyazi
Music Director(s): Mohammed Shafi Niyazi
Genre(s): Sad
Director(s): Rajdeep
Music Label: © Saregama
Starring: Murad, Randhir, Tun Tun
Release on: 1st January, 1971

Sadiyon ki hun nishani
Main ankahi kahani
Sadiyon ki hun nishani
Nishani nishani

Tanhaaiyon ke ban mein
Aawaaz hun na paaya
Har baar dil ne puchha
Ab jaise koi aayaa
Har baar aahaton par
Royi hai bejubaani
Main ankahi kahani
Sadiyon ki hun nishani
Nishani nishani

Aye raat ye andhera
Ye dard ye udaasi
Dil bhi janam ka pyasa
Main bhi janam ki pyaasi
Na kaamiyon mein ghoom hai
Sab hasratein suhaani
Main ankahi kahaani
Sadiyon ki hun nishani
Main ankahi kahani
Sadiyon ki hun nishani
Nishani nishani.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top