Saqiya Saqiya Sambhaal Hamen Lyrics

Saqiya Saqiya Sambhaal Hamen Lyrics Lyrics

“Saqiya Saqiya Sambhaal Hamen” Song Details:

Album/Label: Khazana 85 (2006)
Singer(s): Pamela Singh
Lyricist(s): Ahmad Faraz
Composer(s): Pamela Singh
Music Director(s): Pamela Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Pamela Singh
Release on: 22nd March, 2006

Le udda aakhir koi khayaal humen
Le udda aakhir koi khayaal humen
Saqiya saqiya sambhaal hamen
Saqiya saqiya sambhaal hamen

Ro rahe hain ke ek aadat hain
Ro rahe hain ke ek aadat hain
Warna itana nahi malaal humen
Saqiya saqiya sambhaal hamen
Saqiya saqiya sambhaal hamen

Hum yahan bhi nahi hain khush lekin
Hum yahan bhi nahi hain khush lekin
Apni mehfil se mat nikaal humen
Saqiya saqiya sambhaal hamen
Saqiya saqiya sambhaal hamen

Hum tere dost hain faraaz magar
Hum tere dost hain faraaz magar
Ab na tu uljano mein daal humen
Saqiya saqiya sambhaal hamen
Saqiya saqiya sambhaal hamen
Le udda aakhir koi khayaal humen
Saqiya saqiya sambhaal hamen.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top