Seene Se Laga Le Mujhko Lyrics

Seene Se Laga Le Mujhko Lyrics Lyrics

“Seene Se Laga Le Mujhko” Song Details:

Movie: Sanam Tere Hain Hum (2000)
Singer(s): Abhijeet Bhattacharya, Chandana Dixit
Composer(s): Mani Sharma Yanamandra
Music Director(s): Mani Sharma Yanamandra
Genre(s): Romantic
Director(s): Jayant Paranji
Music Label: © Nupur Audio
Starring: Nagarjuna Akkineni, Kirti Reddy, Aishwarya Rai

Seene se laga le mujhko
Chhu le mere pyase hotho ko
Mere man ka panchhi
Bekarar tarse
Bhiga hai ye chaman
Bhiga hai ye badan
Kaisi hai ye madhoshi
Seene se laga le mujhko
Chhu le mere pyase hotho ko

Janam hone laga
Jane kya hume
Janeman tadap
Utha chhuke main tumhe
Khilne ko machli hai dil ki kali
Barkha me jalti hai deepawali
Bundo me chamki hai saravali
Badal ko bijli bhi milne chali
Apna bana ke dil se laga ke
Kar de ghayal tu mujhko
Seene se laga le mujhko
Chhu le mere pyase hotho ko

Bhiga badan kyu tapta hai tera
Dekh lo sulag rahi dil ki ye sama
Masti hi masti hai janewafa
Tum jaisa mastana mujhko mila
Duniya mein o mere jane jigar
Chalta hai mohabbat ka ye silsila
Dono ke sangam se
Pahle na tham jaye
Kah do kah do badal ko

Seene se laga le mujhko
Chhu le mere pyase hotho ko
Mere man ka panchhi
Bekarar tarse
Bhiga hai ye chaman
Bhiga hai ye badan
Kaisi hai ye madhoshi
Seene se laga le mujhko
Chhu le mere pyase hotho ko.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top