Sexy In Saree Lyrics

Sexy In Saree Lyrics Lyrics

“Sexy In Saree” Song Details:

Movie: Ishq Ho Gaya Mamu (2008)
Singer(s): Aavez
Lyricist(s): Gazi Khan Barna
Composer(s): Atamash
Music Director(s): Atamash
Genre(s): Item Number
Director(s): Sumbul Gazi
Music Label: © Worldwide Records
Starring: Meenu Bharadwaj, Avtar Gill, Nasir Kazi, Pratima Kazmi, Abid Khan, Mushtaq Khan, Siraj Khan, Puneet, Upasna Singh, Rajesh Vivek

Sexy in saree

Aa jane se tere saj gayi mehfil saari
Chup chup ke dekhe sab tujh ko bari bari
Aaj na roko ye hum ko kehne do
You are looking very sexy in saree
You are looking very sexy in saree

Aa jane se tere saj gayi mehfil saari
Chup chup ke dekhe sab tujh ko bari bari
Aaj na roko ye hum ko kehne do
You are looking very sexy in saree
You are looking very sexy in saree

Pile rangon mein khilta tera roop
December ki ho jaise meethi dhoop
Humien naaz hai ke to hai mera mehboob
Neeli aankhon mein hum gaye hain doob
Shola ban ke bharki dil mein chupi chingari
You are looking very sexy in saree
You are looking very sexy in saree

Aap se hum ko ek hi hai gila
Hamari chahat ka na tum ne diya sila
Ulfaton ka kuch milao tum bhi silsila
Kuch barhao is dil ka zara tum hosla
Tera ishq na lele hum se jaan hamari
You are looking very sexy in saree
You are looking very sexy in saree


Aa jane se tere saj gayi mehfil saari
Chup chup ke dekhe sab tujh ko bari bari
Aaj na roko ye hum ko kehne do
You are looking very sexy in saree
You are looking very sexy in saree.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top