Sharaab Pee Lena Lyrics

Sharaab Pee Lena Lyrics Lyrics

“Sharaab Pee Lena” Song Details:

Album/Label: Jaam Utha (2013)
Singer(s): Kumar Sanu
Composer(s): Jeetu, Tapan
Music Director(s): Jeetu, Tapan
Genre(s): Love, Sharaabi
Music Label: © Tips Music
Starring: Kumar Sanu, Jeetu Tapan, Jaswinder Singh, Kuldip Singh, Pankaj Udhas, Ali Ghani, Jagjit Singh, Ghulam Ali, Chitra Singh
Release on: 3rd April, 2013

Kisi ki yaad sataye
Sharaab pee lena
Kisi ki yaad sataye
Sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena
Koi khayaal rulaaye
Koi khayaal rulaaye
Sharaab pee lena
Haay sharaab pee lena
Kisi ki yaad sataye
Sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena

Kisi bhi mod pe jab
Bhi ye zindagi teri
Kisi bhi mod pe jab
Bhi ye zindagi teri
Kisi bhi mod pe jab
Bhi ye zindagi teri
Tera majaak udaaye
Tera majaak udaaye
Sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena
Kisi ki yaad sataye
Sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena

Har ek saher ke baadal
Ka ehtraam karo
Har ek saher ke baadal
Ka ehtraam karo
Har ek saher ke baadal
Ka ehtraam karo
Ghata kahin par bhi chhaye
Ghata kahin par bhi chhaye
Sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena
Kisi ki yaad sataye
Sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena

Jo zeher de tera dushman
Use kubul na kar
Jo zeher de tera dushman
Use kubul na kar
Jo zeher de tera dushman
Use kubul na kar
Magar sharaab peelaye
Magar sharaab peelaye
Sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena
Kisi ki yaad sataye
Sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena
Koi khayaal rulaaye
Koi khayaal rulaaye
Sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena
Kisi ki yaad sataye
Sharaab pee lena haay
Sharaab pee lena.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top