Sharab Ka Sahara Leke Bhi Lyrics

Sharab Ka Sahara Leke Bhi Lyrics Lyrics

“Sharab Ka Sahara Leke Bhi” Song Details:

Movie: Commercial Pilot Officer (1963)
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director(s): Roshanlal Nagrath (Roshan)
Genre(s): Sad
Director(s): O.P. Dutta
Music Label: © Saregama
Release on: 1st January, 1963

Sharab ke sahara leke bhi
Bahal saka na mera ji
Ke yad teri nashe
pe mere cha gayi
Teri kasam tera ye
gham zara na kam hua
Bahal saka na mera ji
Sharab ka sahara leke bhi
Bahal saka na mera ji

Jo tune mujhko di nishaniya
Jo tune mujhko di nishaniya
Wo bhulti nahi kahaniya
Jindagi bebashi ban gayi
Juda bhi hoke tu
mujhse na juda hui
Teri kasam tera ye
gham zara na kam hua
Bahal saka na mera ji

Shikast ghoslo ki ho gayi
Shikast ghoslo ki ho gayi
Sharab aankho me kho gayi
Maine ki maykashi khub pi
Magar bujhi na
ye aag tere pyar ki
Teri kasam tera ye
gham zara na kam hua
Bahal saka na mera ji

Ye dil ka dag yu na dhul saka
Ye dil ka dag yu na dhul saka
Ke jam me junu na dhul saka
Do ghadi bekhudi na rahi
Ke bat koi teri labo pe aa gayi
Teri kasam tera ye
gham zara na kam hua
Bahal saka na mera ji.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top