“Sharab Ka Sahara” Song Details:
Movie: | Dil Ki Rahen (1973) |
Singer(s): | Manna Dey |
Lyricist(s): | Naqsh Lyallpuri |
Composer(s): | Madan Mohan |
Music Director(s): | Madan Mohan |
Genre(s): | Sad |
Director(s): | B.R. Ishara |
Music Label: | © Saregama |
Starring: | Rakesh Pandey, Rehana Sultan, Sulochana Latkar, Dilip Dutt, Johnny Whisky, Amrit Lakhanpal |
Zindagi ke gam
Bhulane ke liye
Sharab ka sahara
Maine le liya
Sharab ka sahara
Maine le liya
Bekhudi mein dub
Jaane ke liye
Sharab ka sahara
Maine le liya
Sharab ka sahara
Maine le liya
Bite din kuch is
Tarah yaad aa gaye
Bite din kuch is
Tarah yaad aa gaye
Meri aankho mein
Andhere chha gaye
In andhero ko
Hatane ke liye
Sharab ka sahara
Maine le liya
Sharab ka sahara
Maine le liya.