Shukriya (Title) Lyrics

Shukriya (Title) Lyrics Lyrics

“Shukriya (Title)” Song Details:

Album/Label: Shukriya (2019)
Singer(s): Arko
Lyricist(s): Arko
Composer(s): Arko
Music Director(s): Arko
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Prawaal Raman
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Arko, Shokhsanam
Release on: 15th February, 2019

Tum jaha milo
Wahi mera raasta
Tum kaho to main
Sunu puri daasta
Dard fir koi mujhe
Chhu bhi na sake

Tum kaho to chandni
Doob na sake
Aur wahi mera instzar ho
Tum aao ek paar
Toh fir bahaar ho
Toh main rab se kahu
Shukriyaa, shukriyaa
Shukriyaa, shukriyaa

Tum jo has do to sama
Khawb sa haseen
Tum jaha pe thak jao
Main ruku wahi
Tum mile to ishq pe
Ab hua yaqeen
Jo tum kaho vo sach mera
Jo tum karo sahi

Aur wahi mera intzaar ho
Tum aao ek paar
Toh fir bahaar ho
Toh main rab se kahu
Shukriyaa, shukriyaa
Shukriyaa, shukriyaa

Aur wahi mera intzaar ho
Tum aao ek paar
Toh fir bahaar ho
Toh main rab se kahu
Shukriyaa, shukriyaa
Shukriyaa, shukriyaa.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top