“Socha Tha Kya Kya” Song Details:
| Movie: | Anmol Ghadi (1946) |
| Singer(s): | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) |
| Lyricist(s): | Tanvir Naqvi |
| Composer(s): | Naushad Ali |
| Music Director(s): | Naushad Ali |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Mehboob Khan |
| Starring: | Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra |
Socha tha kya kya
Ho gaya kya ho gaya
Apna jise samjhe thhe ham
Afsos wo apna naa tha
Socha tha kya kya
Ho gaya kya ho gaya
Gairon ki inmein kya khataa
Karte hain apnon se gilaa
Kya ho gaya kya ho gaya
Socha tha kya kya
Ho gaya kya ho gaya
Ai dil naa ro ai dil naa ro
Hairaan naa ho hona tha jo
Wo ho gaya
Rone se ab kya faaydaa
Kya ho gaya kya ho gaya
Socha tha kya kya
Ho gaya kya ho gaya
Jo kuchh bhi
Dekha khwaab tha
Is khwaab ko ab
Bhool jaa bhool jaa
Kya ho gaya kya ho gaya
Socha tha kya kya
Ho gaya kya ho gaya
Apna jise samjhe thhe ham
Afsos wo apna naa tha
Socha tha kya kya
Ho gaya kya ho gaya.


