Sun Mere O Rabba Maine Lyrics

Sun Mere O Rabba Maine Lyrics Lyrics

“Sun Mere O Rabba Maine” Song Details:

Movie: Anjaan (2005)
Singer(s): Apurv Monga
Lyricist(s): Rahul Mehta
Composer(s): Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Music Director(s): Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Genre(s): Romantic
Director(s): Hansal Mehta
Starring: Mahek Chahal, Vipul Gupta and Aamir Ali Malik

Sun mere o rabba maine
Chun li mehbooba
Sun mere o rabba maine
Chun li mehbooba
Zindagi ki tarah hain
Woh khubsurat jo mere
Dil ki har pal hain zaroorat
Zindagi ki tarah hain
Woh khubsurat jo mere
Dil ki har pal hain zaroorat
Jo hain meri pehli mohabbat
Sun le mere o rabba
Maine chun li mehbooba
Sun le mere o rabba
Maine chun li mehbooba

Uski aankhon ki dekh chamak
Dil jaata hain yaaron dhadak
Uski aankhon ki dekh chamak
Dil jaata hain yaaron dhadak
Saadi ki woh aaisi murat
Dil ko bhaati hain bholi surat
Woh hain aaisi woh hain waisi
Kya kahu main woh hain kaisi
Woh hain aaisi woh hain waisi
Kya kahu main woh hain kaisi
Maano jaise woh ek ajooba
Sun le mere o rabba
Maine chun li mehbooba
Sun le mere o rabba
Maine chun li mehbooba

Kehti hain yeh kaliyan sabhi
Gungunati hain galiyan sabhi
Kehti hain yeh kaliyan sabhi
Gungunati hain galiyan sabhi
Kaash aaisa ho jaaye abhi
Paas aa jaaye woh ajnabi
Kehta hain dil darta hain dil
Suljhe na yeh kaisi mushkil
Kehta hain dil darta hain dil
Suljhe na yeh kaisi mushkil

Aankhon mein uski main
Dooba sun le mere o rabba
Maine chun li mehbooba
Sun le mere o rabba
Maine chun li mehbooba
Zindagi ki tarah hain
Woh khubsurat jo mere
Dil ki hain har pal hain zaroorat
Zindagi ki tarah hain woh
Khubsurat jo mere
Dil ki hain har pal hain zaroorat.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top