Suno Yeh Kya Kahta Hai Mausam Lyrics

Suno Yeh Kya Kahta Hai Mausam Lyrics Lyrics

“Suno Yeh Kya Kahta Hai Mausam” Song Details:

Movie: Bahke Kadam (1971)
Singer(s): Usha Khanna
Lyricist(s): Dharmesh Dutt
Composer(s): Usha Khanna
Music Director(s): Usha Khanna
Genre(s): Sad
Music Label: © Saregama

Suno suno suno ye
Kya kahta hai mausam
Laharo per ye hawa ki sargam
Yahi ki mausam hua jawaa hai
Aaya milan ka madhur
Samaa hai suno suno

Kyu in anjani raho par
Batke rahi aan mile hai
Kyu sawan ne li angdayi
Kyu jivan me phul khile hai
Suno suno suno ye
Badal kyu jhuk aaya
Kyu dharti ka mukh sarmaya
Kyunki ye mausam hua jawa hai
Aaya milan ka madhur
Samaa hai suno suno

Aankho ki jholi me bar lu
Mai barkha ke nirmal moti
Aur saja du un laharo ko
Jinki mere nayan me jyoti
Suno suno suno ye
Man ki manmani kyu
Aaj huyi mai diwani kyu
Kyunki ye mausam hua jawa hai
Aaya milan ka madhur
Samaa hai suno suno.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top