Tera Mera Pyaar Ho Lyrics

Tera Mera Pyaar Ho Lyrics Lyrics

“Tera Mera Pyaar Ho” Song Details:

Movie: Dharam (1945)
Singer(s): Hamida Banu
Lyricist(s): Shewan Rizvi
Composer(s): Sajjad Hussain
Music Director(s): Sajjad Hussain
Genre(s): Playful
Music Label: © Saregama
Release on: 1st January, 1945

Tera mera pyaar ho
Tera mera pyaar ho
Chhaayi huyi bahaar ho
Tera mera pyaar ho
Chhaayi huyi bahaar ho
Chhaayi huyi bahaar ho

Raat suhaani raat ho
Raat suhaani raat ho
Aankhon mein dil ki baat ho
Aankhon mein dil ki baat ho
Koi raazdaar ho
Chaayi huyi bahaar ho
Tera mera pyaar ho
Chhaayi huyi bahaar ho
Chhaayi huyi bahaar ho
Thodi si der ka shabaab
Thodi si der ka ye khwaab
Aaa aaaa aaa aaa
Piye jaa piye jaa pilaaye jaa
Geet kuchh aise gaaye jaa
Aaa gaaye jaa
Geet kuchh aise gaaye jaa
Aaa gaaye jaa

Ke gham na gale ka haar ho
Chhayi huyi bahaar ho
Tera mera pyaar ho
Chhayi huyi bahaar ho
Chhayi huyi bahaar ho

Phoolon mein bhi sharaab hai
Taaron mein bhi sharaab hai
Phoolon mein bhi sharaab hai
Taaron mein bhi sharaab hai
Jab husn yeh sharab hai
To ishq bhi sharab hai
Donoon se ham kinar ho
Chhaayi huyi bahaar ho
Tera mera pyaar ho
Chhaayi huyi bahaar ho
Chhaayi huyi bahaar ho.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top