Tere Kooche Mein Tera Deewana Lyrics

Tere Kooche Mein Tera Deewana Lyrics Lyrics

“Tere Kooche Mein Tera Deewana” Song Details:

Movie: Heer Raanjha
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Kaifi Azmi
Composer(s): Madan Mohan
Music Director(s): Madan Mohan
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Chetan Anand
Music Label: © Saregama
Starring: Raaj Kumar, Priya Rajvansh
Release on: 19th June, 1970

Tere kooche mein
Tera deewana
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha
Tere kooche mein
Tera deewana
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha

Tera deewana hoon
Inkaar nahi
Kaise kah dun ke
Mujhe pyaar nahi
Tera deewana hoon
Inkaar nahi
Kaise kah dun ke
Mujhe pyaar nahi
Kuchh sharaarat
Teri aankhon ki bhi hai
Main akelaa hi
Gunahagaar nahi
Tune manga to
Tune manga
To diya nazrana
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha

Tu nahi hai to adhura
Saa nazar aataa hun
Aaj apane mein bahut
Teri kami paataa hun
Mujhako aavaaraa samajhate
Hain tere gaanv ke log
Teri sakhiyon mein main
Badnaam huaa jaataa hun
Har zubaan par hai
Har zubaan par
Hai mera afsana
Tera deewana tera deewana
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha

Muskaraane ki ada bhi qaatil
Sar jhukaane ki ada bhi qaatil
Ishq ki baanhon mein aate aate
Laut jaane ki ada bhi qaatil
Kaise qaatil se
Kaise qaatil se hoon aa yarana
Tera deewana tera deewana
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top