Tere Naj Uthane Ko Lyrics

Tere Naj Uthane Ko Lyrics Lyrics

“Tere Naj Uthane Ko” Song Details:

Movie: Grihasthi (1948)
Singer(s): Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum
Lyricist(s): Shakeel Badayuni
Composer(s): Ghulam Mohammad
Music Director(s): Ghulam Mohammad
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): S.M. Yusuf
Music Label: © Saregama
Starring: Sulochana Chatterjee, Faizi, Kuldip Kaur

Tere naj uthane ko
Jee chahata hai
Tujhe dhundh lane ko
Jee chahata hai

Gaye din bhulane ko
Jee chahata hai
Wafa aajmane ko
Jee chahata hai

Kasam hai tujhe
Kasam hai tujhe
Dil ki duniya mein aa ja
Kasam hai tujhe
Dil ki duniya mein aa ja
Yeh duniya basane ko
Jee chahata hai
Yeh duniya basane ko
Jee chahata hai

Jahan dil ne kuchh dil se
Jahan dil ne kuchh dil se
Hans kar kaha tha
Jahan dil ne kuchh dil se
Hans kar kah
Wahi laut jane ko
Jee chahata hai
Wahi laut jane ko
Jee chahata hai

Mohabbat mein aata hai
Mohabbat mein aata hai
Aisa bhi ek din
Mohabbat mein aata hai
Aisa bhi ek din
Jab aansoo bahane ko
Jee chahata hai
Jab aansoo bahane ko
Jee chahata hai
Wafa aajamane ko.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top